Tumharey Liye Jaan!!
All Stuff for You
Jaan Tumhain meree Saree Feelings is Blog main nazar aayen gee, Mera saara piyaar, meree saarey armaan........

Aur

Meri Deewangi Jaan!!!

Sunday, June 13, 2010

Tum hamarey Bano Naan Bano Yeh tum ko hai Ikhteyaar!!!


Aisa niaz-eishq nain sada bana diya,

Hum uss key ho gaye ussey apna bana diya,

Taqdeer nain falak nain muhabbat nain ishq nain,

Jiss nain bhee chaha mera tamasha bana diya,

Veranian samet ker ssarey jahan kee,

Jab kuchh nan ban saka to mera dil bana diya,

Ab tum merey bano naan bano hai tum ko ikhteyaar,

Taqdeer nain to mujh ko Tumhara bana diya.....

Haan jaan tumhara bana diya..............

No comments:

Post a Comment