Tumharey Liye Jaan!!
All Stuff for You
Jaan Tumhain meree Saree Feelings is Blog main nazar aayen gee, Mera saara piyaar, meree saarey armaan........

Aur

Meri Deewangi Jaan!!!

Monday, June 7, 2010

Kabhi Moqa Mila To Btaun ga Janan!!!!!!!! it's Mine Again



Kabhee moqa mila to bataun ga janan,




Tum say door kaise jeeta hun,




Kaisey iss doori ka ghum peeta hun,




Kaise tumhain yaad kerta hun,




Kaise tumharey bina aag key bister pe sota hun,




Kabhi Moqa mila to bataun ga jaanan!!!!!!!!!!!!!!!

No comments:

Post a Comment